Monday, 7 March 2016

Dunia ka sabse aasaan tarika smart banne ka


ello doston, kya aap ye search kar rahe hai smart kaise bana jaye. Smart bannane ke steps ya tarike. To aap sahi jagah aaye ho yahan hum aapko smart banne ke tips share karne vale hai kyuki aaj ka hamara topic hai “Apne Aapko Smart Kaise Banaye”. Dosto aaj ke time me sharif ka hona theek to hai but uske sath sath smart ka bhi hona important hai kyuki doston koi bhi kaam ho jaise study ho usme smartness ki jaroort hoti hai, business ho usme bhi, game ho ya friendship sabme smartness ek important role play karte hai. Agar aap smartness nhi dikhate to log aapko na jane kya kya bolte hai like bondu. Hai na…. Agar aap bhi bondhu nahi banana chahte to hamare tips ko dhayan se padhe… Apne Aapko Smart Kaise Banaye Tips Aaj ke time me shakal aur akal dono apna kaam karte hai. Agar aap good loooking hai lekin smart nahi to aap koi bhi kaam ache se nahi kar paenge aur na hi koi aapko imprortant samjhega. Sabke bich apni importance bane rakhne ke liye aur aapna good impression banane ke liye thodi smartness to dikhani padhti hai chahe student ho ya businessman ya koi professional. Aaj ke time pe smart hona bahut jaruri ho gaya hai. Aur smart banne ke liye aapko sir ke bal khade hone jaise kaam nhi karne, Kuch asan se steps follow karke aap bhi smart ban sakte hai. Chaliye padhte hai steps ke bare mein… Read A Variety Of Books Doston aaj ke time itna advance ho gya hai ki aapko har time apne aapko up-to-date rehna padta hai. Aaj kal to bache bache ko din duniya ka pta rahta hia. So agar aap bhi apne aapko up-to-date rakhna chahte hai ya apne dimag me dher sari information ko store karna chahte hai to mere doston different different type ki books ko padhte raho. Main to kehta ho isse aap apni habit hi bna lo kyuki books read karne se humare knowledge ka pitara khulta hai, humari soch ko ek high level milta hai. So doston agar aap bhi aisa chahte hai to just read a variety of books. Aur aaj hi apne liye books le aye. Learn A New Language Life me kuch interesting karne ke liye ya moj masti karne ke liye ham kabhi dusri city me ghumne chale jate hai ya videsh chale jate hai jisse humari smartness nikharti hai or dun diniya ka pta chalta hai but agar aapko vahan ki language ka pta na ho to doston trouble ho jata hai na aur sari smartness bahar ajati hai. Servive karna mushkil ho jata hai. So, apni life ko or interesting banane ke liye aap new language learn kar sakte hai. Isse apki knowledge to badegi hi sath hi sath aap smart bhi kehlaoge. So just try to learn new language. Always Ask Questions Doston agar koi bhi chize apke samne aati hai to aapne kabhi socha hai ki vo aisa kyu hai, kisne banaya, kyu banaya, kiske liye banaya, kab banaya etc. etc. kya aapke dimag me aise questions aate hai? Agar nahi to ab sochna shuru kijiye or question ke answer ko findout karne ki koshish kare. Do Math Doston kya apko math subject pasand hai? Agar nahi to pasand karna shuru kar do kyuki doston math karne ke liye mind pe jor padta hai. Jo apke liye jaroori hai. Math karne se mind me focus or connection badta hai. So math ko pasand karna sikho. Ye aapke routine life me bhi help karta hai. Talk To Yourself Apne aap se baate karna kya acha hai? Aap ye sochte honge na. Log bhi bolte honge pagal hai ye to. Log ko jo marji bolne do but hum aapko btana chahte hai ki apne aap se baate karna acha hai but jab aap akele ho tab. Group me apne aap se baat karna pagalpanti hi hogi. But akele baat karna bahut acha hai. Baato baato me problem ka solution nikal jata hai. So doston main advice dunga ki aap ye trick jaroor use kare. Apne liye roj 15 min khud se bat kare aur soche ki aaj aapne kya acha kiya aur kya galat? Phir apni galti ko sudharo next day se. Be Nice To People Logo se smartly behave kare ye ek smartness ki nishani hai. Example ke liye… agar aap dusre city jate hai or aap logo se nicely behave karte hai to log bhi return me anjan desh me apki help karenge. Or apke bich me stranger vali baat rahegi hi nahi. Or naye logo se baat karke aap unse
Aap ko smart banned ke life roz naho.

No comments:

Post a Comment